Thursday 2 July 2020

Aankhon mein raha dil mein

Aankhon mein raha dil mein utar kar nahi dekha ...
Kashti ke musafir ne . samandar nahi dekha ...

Pathar kehta hai mujh ko . mera chahne wala ...
Main mom hun us ne mujhe . chhu kar nahi dekha .

No comments:

Post a Comment